Age: 124
6622 days old here
Total Posts: 576
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aray wah meri gher hazri ka itna faida uthaya ap logo nay khoob khoob meri burayan kar li hain. koi ni gunah apnay e barhaey hain.
jinhon ne welcome kaha unka shukria. or janab ab zara baqiyon se do do hath ho jaen.
Haan to tamam jalnay walay logo main asi mamooli mamooli baton ka bura nai manti. or asman walon ne mje is liay tapkaya k main zameen walon ko jo intehai bigaR chukay hain zara darust kar doon. So tum sab ko to main theek kar e loon gi ab bachoooo
bas exams khatam ho lain. n by the way MR. Fragi mere ghayab.com honay ki waja exams hi hain. dua karna mere liay
Age: 124
6622 days old here
Total Posts: 576
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ap ko q lagta hai k piyar kar k jurm kia hai apnay jurm per to insaan sharminda hota hai or mere khyal may muhabat pe sharminda hona muhabat ki toheen ha.
neway best definitoin of love is that love is LOVE.
Age: 124
6622 days old here
Total Posts: 576
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
exactly mmja kisi achi ya khubsoorat cheez ko dekh k uski tareef se pehlay Allah ki tareef karni chaey phir uski . Subhan Allah ya Masha Allah keh dia jaey to koi harj nai. albata dalay phaR k dekhan or behuda remarks pass karna ghalat hai lekin mostly boyz asa hi karte hain.
Angadlover said:
aha kya kabhi yeh nahi sochte boys ki sis k baray mai bhi koi aisa soch raha hoga .girls aise harkaten nahi kerti.
cuzn k dost hain aik bar frndz may bethay huy the dur se larki ati dekhi to kehnay lagay wah yar lagta hai k bari zabardast chezain hain. sahi item lag rai hain. jab qareeb ai to wo unki apni bhabhi or behan the. aison k sath yehi hota hai.
wese ap ye na samjhen k larkiyan boyz k bary may asa nai kehti hain. bas larkiyan itna lihaz karti hain k ghoorna nai shru ho jati
Age: 124
6622 days old here
Total Posts: 576
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Saima to har ganay may latak latak k or matak matak k e nachti hai. saima b bongi hai or anjuman b. aik jesi hi hain bechara sultan rahi uska murder nai hua tha us nay in dono se tang aa k khud pe hamla karwa lia tha